GOOGLE SEARCH

BOLLYWOOD SEARCH

 

NEWS RELEASE MOVIES LISTS ARE :::

7th March
Producers
Director
Cast
: Black & White
: Subhash Ghai
: Subhash Ghai
: Anil Kapoor, Anurag Sinha, Shefali Chhaya, Aditi Sharma

jodhaa akbar


Jodhaa Akbar - Hindi Movie
JODHAA AKBAR :



RELEASE DATE



Director



15 :FEB:2008




Ashutosh Gowariker


Producer


Ronnie Screwvala
StarringHrithik Roshan, Aishwarya Rai, Sonu Sood, Punam S. Sinha, Raza Murad, Kulbhushan Kharbanda, Suhasini Mulay, Ila Arun, Rajesh Vivek, Pramod Moutho, Surendra Pal, Visswa Badola, Pramatesh Mehta, Shaji Choudhary, Manava Naik, Disha Vakani, Abeer Abrar, Indr











SUPERSTAR::

Producer

StarringKunal Khemu, Tulip Joshi, Aushima Sawhney, Reema Lagoo, Sharat Saxena, Vrajesh Hirjee, Darshan Jariwala, Kishori Shahane, Zafar Karachiwala, Anjan Shrivastava, Kunal Kumar, Deepika Sharma, Deep Dudani, Aman Verma

MITHYA::
DirectorRajat Kapoor
ProducerArindam Chaudhuri
StarringNaseruddin Shah, Neha Dhupia, Ranvir Shorey, Harsh Chhaya, Saurabh Shukla, Vinay Pathak, Iravati Harshe, Brijendra Kala, Iklaq Khan

RAMA RAMA KYA HAI DRAMA::

DirectorChandrakant Singh
ProducerSurendra Bhatia, Rajan Prakash
StarringNeha Dhupia, Rati Agnihotri, Anupam Kher, Rajpal Yadav, Aashish Chaudhary, Amrita Arora, Mona Thiba, Sanjay Mishra, Razzak Khan, Allan Kapoor, Zia Biswas, Riya Biswas


SUNDAY::

DirectorRohit Shetty
ProducerKumar Mangat, Sunil Lulla
StarringAjay Devgan, Arshad Warsi, Ayesha Takia, Irfan Khan, Mukesh Tiwari


BOMBAY TO BANGKOK::

DirectorNagesh Kukunoor
ProducerElahe Hiptoola, Rahul Puri
StarringShreyas Talpade, Lena, Vijay Maurya, Rajeshwari Sachdeo, Vikram Inamdar, Yatin Karekar


HALLA BOL

DirectorRajkumar Santoshi
ProducerSuresh Sharma, Abdol Samee Siddiqui
StarringAjay Devgan, Vidya Balan, Pankaj Kapoor, Ishteyak, Ruby Bhatia, Mukesh Tiwari, Lekh Tandon, Kareena Kapoor, Sridevi, Boney Kapoor, Jackie Shroff, Pahlaj Nihalani, Tusshar Kapoor, Ranjit Kapoor, Neeraj Vora






Saif Ali Khan says illness smoked out his nicotine craving.

Khan said in Monday's Mumbai , he had no choice but to give up smoking, but the process has been hard.
One of 'stop actors, Khan spent a week in the intensive care unit of a Mumbai hospital where he was admitted for chest pains in February. He promptly quit smoking on doctors' advise and reports that the first three weeks were tough.

He said he almost had a heart attack because of my smoking.
Khan hails from a well-known Indian family. Khan's father is former Indian cricket captain Mansur Ali Khan Pataudi and his mother is actress Sharmila Tagore, who was a big star in the 70s.

His sister Soha Ali Khan is also a actress.
He has had a recent run of hits in Omkara, an Indian adaptation of Shakespeare's Othello, Parineeta (The Wife), Hum Tum (Me and You), Salaam Namaste (Hello, Hello) and Dil Chahta Hai (What the Heart Wants).


ads

JODHA AKBAR HAS SUSPENDED IN MADHYA PRADESH.

BHOPAL, India (Reuters) -
THIS IS NOT GOOD NEWS FOR MADHYA PRADESH CITIZEN.
JODA AKBAR SUSPENDED IN TWO STATES.
ASHUTOSH GOWARIKAR HAS FAILED THIS TIMES.
Madhya Pradesh government suspended the screening of "Jodha Akbar" on Friday following protests against the film by the Rajput community in the state.

The Mughal-era romance of Emperor Akbar and his Rajput consort, brought to life by filmmaker Ashutosh Gowariker, has sparked protests over the historical accuracy of his on-screen love life.

The order suspending screenings of "Jodhaa Akbar" was issued after some Rajput groups tore posters of the film and shouted slogans outside cinemas. They claim that Rajput princess Jodhaa was the Mughal emperor's daughter-in-law and not his wife.

"The screening of the movie has been suspended for the time being only," Chief Minister Shivraj Singh Chouhan said at a press conference.

"Later, the situation would be reviewed and further decision would be taken."

But Akhil Bharatiya Kshatriya Mahasabha, a Rajput community organisation, said protests would continue.

"We welcome the decision (but) opposition to this movie would continue demanding a blanket ban on the movie," Hemant Bahadur Singh Parihar said.

The organisation had earlier threatened to set ablaze cinema halls if screenings of the film were not stopped.


MINOR EXPLOSION DURING THE SCREENING OF JODHAA AKBAR.

MUMBAI:
A minor explosion occurred during the screening of Jodhaa Akbar in Panvel on Wednesday afternoon. The police said no one was injured and the afternoon show continued till the film ended.


The manager of Cine Raj told the police that the explosion, which occurred before the film's interval around 3 pm, left one seat damaged.


Navi Mumbai commissioner of police Ramrao Wagh said, "It wasn't a loud explosion, which was why there was no comm
otion in the hall."

Sunday, February 24, 2008

CHORDS

these are the chords for khwaja mere khwaja from the movie jodha akbar, music and voice by the great A R Rehman.........


Khwajaji, khwaja
Khwajaji, khwaja, khwaja ji
Ya gharib nawaz
Ya moinuddin, ya khwaja ji



Khwaja mere khwaja
B...................................
Dil mein sama ja
B.......................E
Shaho ka shah tu
E.........................B
Ali ka dulara
B
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
B.............................................................
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
A....................................................B
Khwaja mere khwaja
B
Tere darbar mein khwaja
B.......................................E
Door toh hai dekha
B
Tere darbar mein khwaja
B.......................................E
Sar jhuka te hai auliya
B..................................E
Tu hai alwali khwaja
B
Rutba hai pyara
E
Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
C#m............................................................F#m
Khwaja mere khwaja
B............................
Dil mein sama ja
B.......................E
Shaho ka shah tu
E.........................B
Ali ka dulara
B
Mere peer ka sadkaaaaaaaaaaaa
B............................G#m
Hai mere peer ka sadka
B.......................................E
Tera daaman hai thama
E......B...............................
Khawajaji
B
tali har bala humari
B............................A
Chaya hai khumar tera
E.........B..........................
Jitna bhi rashk kare beshak
B...............................................
Toh kam hai ae mere khwaja
F#m.......................................B
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara
C#m.........................................................F#....................
Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari

RACE::: Hindi Song Title: Pehli Najar Mein Kaisa Jaadu Kar Diya

Singer(s): ATIF ASLAM

Hindi Lyrics:
Pehli nazar mein
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ….. 2

(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ….. 2

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ….. 2

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u
I love u… ....

BOMBAY TO BANGKOK ::: Hindi Song Title: Dheere Dheere Chal Jindagaan

Singer(s): ZUBEEN GARG

Hindi Lyrics:
suhaani.........
(mausam suhaana, duniya bhi kitni suhaani
kitne hasin ye pal, dheere dheere chal jindagaani) - 2

hain nayi aarzoo, raah guzar roobaroo - 2
armaan jaage hai, holle holle kahe, ye bahaar chale yun hi pyar chale
dil ki maujon mein, dekho nayi hai rawaani
kitne hasin ye pal, dheere dheere chal jindagaani
mausam suhaana, duniya bhi kitni suhaani
kitne hasin ye pal, dheere dheere chal jindagaani

ek nashaa chha gaya, tera naam aa gaya - 2
honton pe mere, poocha jo hawaa ne, mere yaar bata, tere dil ka pata
jahaan base dil, wahi hain duniya basaani
kitne hasin ye pal, dheere dheere chal jindagaani
mausam suhaana, duniya bhi kitni suhaani
kitne hasin ye pal, dheere dheere chal jindagaani......


Hindi Song Title: We Are Same Same But Different

singers::: k.k, lena christensen, sheryas talpade




hello baby hi
tu bahut hai cute, mera heart gayi tu loot
dekho sach hai nahi yeh jhoot, we are same same but different
(we are same same but different - 3 we are) - 2

i am jasmine call me jammy
shankar pakka hindustani
nice to meet u, thanks a lot
you are welcome, mention not
swagatah?? salaam - 2
??, hello baby hi, ?? ?? samajh gaya

i am indian paris ??, you are asian ??
take it easy le lo light, we are same same but different
(we are same same but different - 3 we are) - 2
na tu bole meri jubaan, na main bolu teri jubaan
main jaanu itna pehchaanu itna
?? butter naan
?? daal fry
?? garam garam garam chaai
main kulfi to chokobaar, main bidi tu cigaar
main hoon bakshi tu gulzaar, we are same same but different
(we are same same but different - 3 we are) - 2

thoda aage tu chale, thoda aage main badhu
jo thodi koshish ho teri, thodi mehnat ho meri
toh main bolu teri jubaan, tu bhi bole meri jubaan
main jaanu itna pehchaanu itna
yeh dance hamaara same same, romance hamaara same same
yeh sapna apna same same, same same same same
yeh dil ki beating same same, yeh mann ki meeting same same
yeh sapna apna same same, same same same same
hai cool hamaari style, 220 volt ki smile
sang chalenge every mile, we are same same, naught friend
(we are same same no different - 3 we are) - 2

WELCOME :::::Hindi Song Title: Insha Allaah

Singer(s): HIMESH RESHAMMIYA, SHAAN, KRISHNA, AKRUTI KAKKAR

Hindi Lyrics:
insha allaah - 4
waada waada hai, ishq ka waada na tute aaveey
insha allaah - 2
o dhaaga dhaaga hai, dil da dhaaga na choote aveey
insha allaah, allaah hoon allaah allaah, insha allaah
ab jism o jaan mein, dil ke jahaan mein
hai tera welcome, aa bhi ja aa aa aa
o beriya ve, o beliya ve
hum na juda ho, kariye dua haan haan haan haan
waada waada hai, ishq ka waada na tute aaveey
insha allaah - 2
dhaaga dhaaga hai, dil da dhaaga na choote aveey
insha allaah - 2

kareeb tere aayi, mite tere tanhaayi
tere khayaalon pe main, suroor banke chhaayi
meri armaan teri mehfil, arzoo ki tu hai manzil
kabhi humse yeh pyaar humaara na roothe aaayve
insha allaah - 2
waada waada hai, ishq ka waada na tute aaveey
insha allaah - 2

muhabbaton ki aahein, mila di dil ki raahein
bani tera nazraana, meri wafa ki baahein
tere dum se chaahatein hai, tere dum se aashiqui hai
koi duniya yeh khushiyon wali yeh lootey aave
insha allaah - 2
waada waada hai, ishq ka waada na tute aaveey
insha allaah................



Singer(s): ANAND RAJ ANAND, KALPANA

Hindi LYRICS (ek uncha lamba kad, duja soni vi tu had
teeja roop tera cham cham karda ni) - 2
main avi teri ute marda ni - 2
nain chak chak chak, tujhe tak tak tak - 2
same amro se aanhe bharda ni
main avi teri ute marda ni - 2

teri zulfon mein hai raatein, aankhen bhi karti hain baatein - 2
jaanejaana karde hum pe, apani chaahat ki barsaatein
tu hai sab se juda, dil tujhpe fida - 3
bin tere ek pal nahi katada ji, (main avi teri ute marda ni - 2)

gaalon ka hai rang gulaabi, tu kahaan ki main punjabi - 2
chaand mein daag hai, lekin kudiye tujhe nahi koi kharaabi
hoga tera good luck dil mere liye rakh - 3
tu hi tu hi yara tu hi mera diljaani
main avi teri ute marda ni - 2
ek uncha lamba kad, duja soni vi tu had
teeja roop tera cham cham karda ni
main avi teri ute marda ni - 2

TAARE ZAMEEN PAR ::::Hindi Song Title: Jame Raho

Singer(s): VISHAL DADLANI

Hindi lyrics::
Kas Ke Joota Kas Ke Belt
Khons Ke Andar Apni Shirt
Manzil Ko Chali Sawaari
Kandho Pe Zimmedari

Haath Mein File Man Mein Dum
Meelon Meel Chalenge Hum
Har Muskil Se Takrayenge
Tas Se Mus Na Honge Hum

Duniya Ka Naara Jame Raho
Manzil Ka Ishaara Jame Raho
Duniya Ka Naara Jame Raho
Manzil Ka Ishaara Jame Raho

Ye Sote Bhee Hain Attention
Aage Rehne Ki Hai Tension
Mehnat Inko Pyari Hai
Ekdum Aagyakari Hain

Ye Omlet Par Hi Jeete Hain
Ye Tonic Saare Peete Hain
Waqt Pe Sote Waqt Pe Khate
Taan Ke Seena Badhte Jate

Duniya Ka Naara Jame Raho...

Yahaan Alag Andaz Hai
Jaise Chidta Koi Saaz Hai
Har Kaam Ko Taala Karte Hain
Ye Sapne Paala Karte Hain

Ye Hardum Socha Karte Hain
Ye Khud Se Poocha Karte Hain

Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho...

Ye Waqt Ke Kabhi Ghulam Nahin
Inhain Kisi Baat Ka Dhyan Nahin
Titli Se Milne Jaate Hain
Ye Pedon Se Batiyate Hain

Ye Hawa Batora Karte Hain
Barish Ki Boondein Padhate Hai
Aur Aasmaan Ke Canvas Pe
Ye Kalakariyan Karte Hain

Duniya Ka Naara Jame Raho..


Singer(s): SHANKAR MAHADEVAN,BUGS BHARGAVA,VIVINENNE POCHA

Hindi Lyrics: Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondein
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein
Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane
Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne
Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein
Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi

Yeh To Aasha Ki Lehar Hain
Yeh To Ummeed Ki Sehar Hain
Khusiyon Ki Nehar Hain

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Dekho Raaton Ke Seeney Pe Yeh Toh
Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hain
Yeh To Amboya Ki Khusboo Hain
Baagon Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde
Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhdey
Jaise Bansi Koi Bajaye Pedon Ke Taley

Yeh To Jhonke Hain Pawan Ke
Hain Yeh Ghungharoo Jeewan Ke
Yeh To Sur Hain Chaman Ke

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Muhaley Ki Raunak
Galiyan Hain Jaise
Khilney Ki Zid Par
Khaliyan Hain Jaise
Muthi Mein Mausam Ki
Jaise Hawayein
Yeh Hain Buzurgon Ke
Dil Ki Duwayein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani
Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani
Kabhi Ban Jaaye Bhole
Sawaalon Ki Jhadi
Sannatey Mein Hansee Ke Jaise
Sooney Hothon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hain Barse Gar
Teri Kismat Ho Badi

Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udati Hai Bundiya...

TAARE ZAMEEN PAR :::Hindi Song Title: Maa - Taare Zameen Par

Singer(s): SHANKAR MAHADEVAN

Hindi
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa


Singer(s): VISHAL DADLANI

Hindi lyrics:: Kas Ke Joota Kas Ke Belt
Khons Ke Andar Apni Shirt
Manzil Ko Chali Sawaari
Kandho Pe Zimmedari

Haath Mein File Man Mein Dum
Meelon Meel Chalenge Hum
Har Muskil Se Takrayenge
Tas Se Mus Na Honge Hum

Duniya Ka Naara Jame Raho
Manzil Ka Ishaara Jame Raho
Duniya Ka Naara Jame Raho
Manzil Ka Ishaara Jame Raho

Ye Sote Bhee Hain Attention
Aage Rehne Ki Hai Tension
Mehnat Inko Pyari Hai
Ekdum Aagyakari Hain

Ye Omlet Par Hi Jeete Hain
Ye Tonic Saare Peete Hain
Waqt Pe Sote Waqt Pe Khate
Taan Ke Seena Badhte Jate

Duniya Ka Naara Jame Raho...

Yahaan Alag Andaz Hai
Jaise Chidta Koi Saaz Hai
Har Kaam Ko Taala Karte Hain
Ye Sapne Paala Karte Hain

Ye Hardum Socha Karte Hain
Ye Khud Se Poocha Karte Hain

Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho...

Ye Waqt Ke Kabhi Ghulam Nahin
Inhain Kisi Baat Ka Dhyan Nahin
Titli Se Milne Jaate Hain
Ye Pedon Se Batiyate Hain

Ye Hawa Batora Karte Hain
Barish Ki Boondein Padhate Hai
Aur Aasmaan Ke Canvas Pe
Ye Kalakariyan Karte Hain

Duniya Ka Naara Jame Raho..


Singer(s): SHANKAR MAHADEVAN,BUGS BHARGAVA,VIVINENNE POCHA

Hindi Lyrics: Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondein
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein
Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane
Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne
Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein
Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi

Yeh To Aasha Ki Lehar Hain
Yeh To Ummeed Ki Sehar Hain
Khusiyon Ki Nehar Hain

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Dekho Raaton Ke Seeney Pe Yeh Toh
Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hain
Yeh To Amboya Ki Khusboo Hain
Baagon Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde
Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhdey
Jaise Bansi Koi Bajaye Pedon Ke Taley

Yeh To Jhonke Hain Pawan Ke
Hain Yeh Ghungharoo Jeewan Ke
Yeh To Sur Hain Chaman Ke

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Muhaley Ki Raunak
Galiyan Hain Jaise
Khilney Ki Zid Par
Khaliyan Hain Jaise
Muthi Mein Mausam Ki
Jaise Hawayein
Yeh Hain Buzurgon Ke
Dil Ki Duwayein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani
Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani
Kabhi Ban Jaaye Bhole
Sawaalon Ki Jhadi
Sannatey Mein Hansee Ke Jaise
Sooney Hothon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hain Barse Gar
Teri Kismat Ho Badi

Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udati Hai Bundiya...

TAARE ZAMEEN PAR :::Hindi Song Title: Mera Jahan

Singer(s): ADNAN SAMI,AURIEL CORDO,ANANYA WADKAR

Hindi LYRICS
A Little Sweet, A Little Sour
A Little Close Not Too Far
All I Need, All I Need
All I Need Is To Be Free
(Repeat)

Chhoo Loon Main
Itna Kareeb
Chal Padun
To Kitne Door

A Little Sweet, A Little Sour...

Chhoo Loon Main Itna Kareeb
Chal Padun To Kitne Door
Sapna Ka Buna Sweater Sa Warm
Safed Baadalon Ke Paar
Mera Jahan

Let Me In Without A Shout
Le Me In I Have A Doubt
Let Me In Without A Shout
Let Me In I Have A Doubt
There Are More,Many More
Many Many Many More Like Me

Akela Nahin Main

Khuli Aankhon Se Neend Mein Chalta

Girta Zyada Kam Sambhalta

Akela Nahin Main
Khuli Aankhon Se Neend Mein Chalta

Girta Zyada Kam Sambhalta
Phir Bhi Na Koi Shaq Na Subha
Nikalega Phir Se Sooraj Jo Dooba

Hairat Ho Sabko Aisa
Ajooba Hai Mera Jahan

Open Eyed How I Run
How I Run To The Other Side
Open Eyed How I Run
How I Run To The Other Side
Then I Glide Like A Bird
I Just Want To Be

Udne Ko Sau Pankh Diye Hai
Chadme Ko Khula Aasmaan

Udne Ko Sau Pankh Diye Hai
Chadme Ko Khula Aasmaan
Mudne Ko Hai Karwat Karwat
Aur Badhne Ko Mera Jahan

Bachpan Ke Din Chaar
Na Aayenge Baar Baar
Jee Le Jee Le Mere Yaar
Jeib Khaali To Udhaar
Jee Zindagi